Present Continuous Tense

Share with others

Jis sentences ke end me RAHA HAI, RAHI HAI, RAHE HAI, RAHE HO aae to use ham present Continuous Tense kehte hai.

Detail

Simple Sentence

Rule: Sub+is/am/are+V1 ing

Negative Sentence

Rule: Sub+is/am/are+not+V1 ing

Interrogative Sentence

Rule: Is/Am/Are+Sub+V1 ing

I, ke saath hamlog Am ka use karte hai

He, She, Name, It, ke saath hamlog Is ka use karte hai

You, They, We ke saath hamlog Are ka use karte hai

IAm
He, She, Name, ItIs
You, They, WeAre

Example

  1. Mai so raha hu.
    I am sleeping. (Simple Sentence)
    I am not sleeping. (Negative Sentence)
    Am I sleeping? (Interrogative Sentence)
  2. Rahul football khel raha hai
    Rahul is playing football. (Simple Sentence)
    Rahul is not playing football. (Negative Sentence)
    Is Rahul playing football? (Interrogative Sentence)
  3. Mai ghar ja raha hu.
    I am going to home. (Simple Sentence)
    I am not going to home. (Negative Sentence)
    Am I going to home? (Interrogative Sentence)

Translate the following sentences by yourself for practice.

1. Ladke school jaa rahe hai.
2. Mai movie dekh raha hu.
3. Aaj mai football nahi khel raha hu.
4. Kya tumhare pitaji office jaa rahe hai?
5. Mai tumse baat kar raha hu.
6. Kya tum jaa rahe ho?
7. Ham kitab nahi padh rahe hai.
8. Kya tum kuch pooch rahe ho?
9. Woh kuch nahi bata rahi hai.
10. Rahul doodh paka raha hai.

Share with others