Sentences 421 to 430

Share with others

Nakal se savdhaan rahe.
Beware of imitations.

Aapke pass 5 minute hai.
You have got 5 minutes.

Mujhe nhi pata ki yeh sab kya hai.
I don’t know what it all is.

Jagah zyada nhi hai.
Area is not sufficient.

Ghar kafi khula hai.
House is quite spacious.

Weh hansmukh hai.
She has a smiling face.

Ladki ka rang saaf hai.
Girl is fair in complexion.

Chai me chini nahi dali.
Didn’t you add any sugar in it?

Sachcha dost kabhi bhi aapka fayda nhi uthata.
True friend never take advantage (of you).

Sahi jodi hai.
They are a perfect match.

Share with others