Use of I’m

Share with others
I’m is a short form of word “I AM”. Yeh doosre words ke sath use hota hai apke baare me batane ke liye ya kiya ap kar rahe hai usko batane ke liye.

Here are some examples

1. Mai khush hu
1. I’m happy.

2. Mai bahut thak gya hu
2. I’m so tired.

3. Mai bhooka hu
3. I’m hungry.

4. Mai pyasa hu
4. I’m thirsty.

5. Mai pagal hu
5. I’m mad.

6. Mai bhook se mara ja raha hu
6. I am starving.

Share with others