Use of I’m

Use of I'm

I’m is a short form of word “I AM”. Yeh doosre words ke sath use hota hai apke baare me batane ke liye ya kiya ap kar rahe hai usko batane ke liye. Here are some examples 1. Mai khush hu 1. I’m happy. 2. Mai bahut thak gya hu 2. I’m so tired. 3. … Read more

Daily Use English Sentences Lesson 8

1. Baalo me tail laga lo.(बालो में तेल लगा लो)Apply oil on your hair. 2. Kisi ka dil mat dukhao.(किसी का दिल मत दुखाओ)Don’t hurt anyone. 3. Kya tum mere saath chaloge.(क्या तुम मेरे साथ चलोगे)Would you go with me? 4. Yaha paani ki kami hai.(यहाँ पानी की कमी है)There is scarcity of water. 5. Tujhe mai … Read more

Introduction of Tenses

Introduction of Tenses

Aaiye, Is course ko start karne se pahle ham apko angrezi bhasha ki kuch choti choti cheeze btaege. 1. SUBJECT (Kaam karne vala) Subject wo hota hai Jo kuch kaam kar rha ho ya uske baare me baat ho rhi ho sentence me. For Example 1. Woh ja raha hai. 1. He is going. 2. … Read more

Daily Use English Sentences Lesson 7

1. Tumhari aankhe bhool bhulaiya hai.(तुम्हारी आँखे भूल भुलैया है)Your eyes are labyrinth. 2. Mujhe apna hi samjho.(मुझे अपना ही समझो)Consider me as your own. 3. Mujhe chakkar aa rhe hai.(मुझे चक्कर आ रहे है)I am feeling giddy. 4. Tum bade chintit lagte ho.(तुम बड़े चिंतित लगते हो)You look so concerned. 5. Maine kal raat palke bhi … Read more