Present Perfect Tense

Share with others

Jis sentences ke end me CHUKA HAI, CHUKI HAI, CHUKE HAI, AA HAI, EI HAI, AE HAI, LIYA HAI, DIYA HAI, KIYA HAI aae to use ham Present Perfect Tense kehte hai.

Detail

Simple Sentence

Rule: Sub+has/have+V3

Negative Sentence

Rule: Sub+has/have+not+V3

Interrogative Sentence

Rule: Has/Have+Sub+V3

I, We, You, They, ke saath hamlog Have ka use karte hai

He, She, Name, It, ke saath hamlog Has ka use karte hai

I, We, You, They, Have
He, She, Name, It, Has

Example

  1. Mai so chuka hu.
    I have slept. (Simple Sentence)
    I have not slept. (Negative Sentence)
    Have I slept? (Interrogative Sentence)
  2. Rahul football khel chuka hai.
    Rahul has played Football. (Simple Sentence)
    Rahul has not played football. (Negative Sentence)
    Has Rahul played football? (Interrogative Sentence)
  3. woh ghar ja chuka hai.
    He has gone home. (Simple Sentence)
    He has not gone home. (Negative Sentence)
    Has he gone home? (Interrogative Sentence)


Translate the following sentences by yourself for practice.

  1. Ladke school jaa chuke hai.
  2. Mai movie dekh chuka hu.
  3. Maine aam kha liya hai.
  4. Kya tumhare pitaji office jaa chuke hai?
  5. Maine tumse baat kar li hai.
  6. Kya tum waha gae ho?
  7. Kya tum kitab padh chuke ho?
  8. Kya tum patang uda chuke ho?
  9. Woh sab kuch bata chuki hai.
  10. Rahul doodh paka chuka hai.
Share with others