Sentences 101 to 110

Share with others

Doosro ko ghoorna band karo.
Stop staring at others.

Papa kabhi bhi yaha aate hi honge.
Father will be here any minute now.

Chalo jaane do ab chodo bhi.
Let it go now leave it.

Tumhe dhoop lag jaayegi.
You will get tanned.

Jaao use mana lo.
Go and conciliate him.

Ye kaisy manmaani hai?
How is this stubborness?

Maa ki daant me bhi pyaar hota hai.
Even mother’s anger carries love.

Kamaal hai aaj koi nahi aaya.
It’s a wonder no one came today.

Ban sawar ke kaha ko nikle?
Where are you going decked up.

Mooh se yeh baat dobara kabhi mat nikalna.
Never utter such a thing in future.

Share with others