Past Continuous Tense

Share with others

Jis sentences ke end me RAHA THA, RAHI THI, RAHE THE aae to use ham Past Continuous Tense kehte hai.

Detail

Simple Sentence

Rule: Sub+was/were+V1 ing

Negative Sentence

Rule: Sub+was/were+notV1 ing

Interrogative Sentence

Rule: was/were+Sub+V1 ing

I, He, She, Name, It ke saath hamlog Was ka use karte hai

You, They, We ke saath hamlog Were ka use karte hai

I, He, She, Name, ItWas
You, Thet WeWere

Example

  1. Mai so raha tha.
    I was sleeping. (Simple Sentence)
    I was not sleeping. (Negative Sentence)
    Was I sleeping? (Interrogative Sentence)
  2. Rahul football khel raha tha.
    Rahul was playing football. (Simple Sentence)
    Rahul was not playing football. (Negative Sentence)
    Was Rahul playing football? (Interrogative Sentence)
  3. Mai ghar ja raha tha.
    I was going to home. (Simple Sentence)
    I was not going to home. (Negative Sentence)
    Was I going to home? (Interrogative Sentence)

Translate the following sentences by yourself for practice.

  1. Ladke school jaa rahe the.
  2. Mai movie dekh raha tha.
  3. Aaj mai football nahi khel raha tha.
  4. Kya tumhare pitaji office jaa rahe tha?
  5. Mai tumse baat kar raha tha.
  6. Kya tum jaa rahe the?
  7. Ham kitab nahi padh rahe the.
  8. Kya tum kuch pooch rahe the?
  9. Woh kuch nahi bata rahi thi
  10. Rahul doodh paka raha tha
Share with others